Effects Of Stress On Our Health

Due to busy lifestyle aaj kal har insan kisi na kisi tarah ke stress me hota he chahe wo padai ka ho, job ka ho, us family se related koi issue. Lekin kya aapko pata he stress hamari body par bohot jada mental or physical effect dalti he. Or aashchariya ki baat to ye he … Read more

5 Best Summer Drinks For Diabetes Patients

Garmiyo ke season mein agar hum log kisi chiz ko sabse jyada consume karte hein to wo hein drinks jo ki humari body ko hydrated karne mein humari help karti hein. Par yaha drinks sabhi logo ke liye beneficial nahi hoti hein jin logo ko diabetes ki bimaari hein unke liye drinks zeher se kam … Read more

Tips To Keep Your Heart Healthy

Aaj kal hum news me aaye din dekh rahe he kese young logo ko bhi heart issues like heart attack ho rahe he. Iska main karan he unhealthy life style aaj kal log bohot hi jada processed food consume karte he jisse hamari body me insulin or cholesterol ki matra bad jati he or hume … Read more

International Day Of Happiness 2023

International Happiness Day har year 20th march ko celebrate kara jata he, is din ko celebrate karne ka idea first time 2011 me laya gaya tha Jayme Illien dvara. Jayme Illien World Happiness Foundation ke president the inhone 2006 se 2012 tak ek campaign chalaya tha United Nations ke andar taki logo ko khush rehne … Read more

4 Homemade Drinks That You Can Try To Relieve Headache

Headache (seer dard) jo ki aaj kal har third parson ki problem hein aur yaha bhi sabhi ko pata hein ki seer dard kaafi pareshan kar dene wala ho sakta hein. Headache bahut saare alag-alag types ka hota hein jese ki tension-type, sinus, migraine, hypnic aur exertional headaches. Aur kai alag-alag taraha ki chize bhi … Read more