Wastewater Surveillance For Polio To Begin In Chicago

Last year July me US ka first polio ka case samne aaya tha. US ke andar pichle 10 saal me isse pehle Polio ka koi case samne nahi aaya tha, lekin ab ek baar firse polio ne US me dasthak di he. Iski vajah se kuch time se US health officials kafi strict measures le rahe he taki is virus ko vaps se felne ke pehle hi rok diya jaye. Kuch dino pehle Chicago health officials ne bhi announce kara ke city me wastewater surveillance start karne vale he. Is surveillance city ke health officuial ki teams ne sare wastewater plants me se water sample liye jinhe polio ke liye test karne ke liye bheja gaya.

Wastewater Surveillance For Polio To Begin In Chicago

Lekin jab ye test ke results aaye to paya gaya ke boht sare water sample jo different parts se the Chicago ke unme Polio virus paya gaya he. Ye virus mainly un areas me paya gaya he jada boht hi low vaccination drive he. Chicago health officials ne ye bhi kaha ke bhi abhi their is no cause of alarm abhi bs ye ek safety measure ke tor par kare ja rhe test he. Or Polio ka koi bhi strain jo detect kara jara he abhi usko leke darne ki koi zarurat nahi he. City health official ne ye bhi kaha ke water testing se ye nh bataya ja sakta ke kitne log abhi infected he is virus se.

Polio virus

Health officials ne ye bhi kaha ke agar jada log is virus se infected hoge to ek risk hoga unvaccinated log ke liye, wo easily is virus se infect ho sakte he or their is high risk or out break of Polio virus in the city. Covering this statement city health officials also said that risk of an outbreak of Poliovirus is very low. Because almost everyone got vaccinated for Polio in their childhood.

Leave a Comment