Motorola ek an American electronic manufacturing company he, or ye mainly smartphones, power banks, smart devices, jese product manufacture karte he. Recently Motorola ne ek Flip phone launch kara tha lekin wo sirf America or selected countries ke liye kara gaya tha, but ab company ke owners ne recently announce kara he ke wo log is flip phone ko jald hi globally launch karne vale he. Motorola flip Phone first ever flip phone he jo ki Motorola dvara launch kara gya he in multiple markets, according to the sources iska price indian me 53000 ke around hoga jo ki is amazing phone ke features ke hisab se bilkul genuine he.
Motorola Flip phone is one of a kind mobile he kyuki market me iske alava koi bhi smartphone secondary display ke sath nahi aata he, iske alava isme high-end media Tek Dimensity 9000+ ka processor he. Is smartphone ke sath Motorola ek virtually unique experience Indian market me lekar aa rha he. According to sources, Motorola Flip Phone ka base model ka price Rs 53000 se start hoga or isme 2500 MAH ki battery capacity hogi. Ye phone iske previous razor version kai guna jada behtar he iske design or iske features ki vjha se. Ishi Vjha se ye users ko apni taraf attract kar rha he even before its announcement.
Is phone me aapko milega matte velvet edge glass button or 2 separate sections jin per Motorola or Razor ka logo bna hoga. Iske sath aapko milega gorrila glass 5 protection jisse aapki screen damage se kafi had tar tak safe rahegi. Ab baat kare iske launch date ki to filhal abhi esi koi official information company dvara nh di gai he. Lekin agar source ki mane to ye phone 2023 ke end tak ya fir first month of 2024 tak launch ho jayega in India. Iske andar aapko sirf ek hi color option milega jo hoga Noir Black.