Lynyrd Skynyrd Guitarist Garry Rossington Dies At 71

Washington ke Guitarist Garry Rossington, US Rock band Lynyrd Skynyrd ke last remaining member ka sunday ko nidhan ho gaya, band ne kaha wo 71 years ke the. Rossington 1974, ke gaane “Sweet Home Alabama” ke liye jaane jaane wale Southern rock group ke founding member the. Guitarist Gary Rossington 1970 ke dashak mein kai ghatnao se bache the. Accident mein Rossington ke dono perr haath, ankles aur uski shrebii tut gayi thi. Fir thik hone ke baad wo band main fir se shaamil ho gaye the.

Garry Rossington dies at 71

Band ne facebook par likha “Yaha humari gehri sympathy aur dukh ke saath hein ki hume salaha deni hein ki hume aaj apne bhaai, dost, family ke member, songwriter aur guitarist Garry Rossington ko kho diya hein”.” Gary ab apne skynyrd bhaaiyo aur parivaar ke saath swarg mein hein, aur isse sundar khel raha hein, jese ki waha humesha karta hein”, yaha bhi jodaa.

Rossington ka birth 1951 mein, Southern state ke Florida mein hua tha. Jisne 1964 mein Drumer Bob Burns aur Bassist Larry Junstrom ke saath Lynyrd Skynyrd ki pehli iteration ki sthapana ki thi. Unhone distinct slide guitar lead ka yogdaan diya jisne band ke lagbhag 10-minute lambe “Free-Bird” ko ek sthaai hit banane mein help ki.

Garry Rossington dies at 71

Guitarist Gary Rossington 1970 ke dashak mein kai krur accidents de bacche, Jisme 1976 mein ek serious car accident aur 1776 mein kukhyaat plane accident bhi shaamil hein jisme band ke 3 members ki maut ho gayi thi. Accident mein lead sinder Ronnie Jan Zant, guitarist Steve Gaines aur Baking gaayak Cassie Gaines ki maut ho gayi aur group toot gaya, lekin 1987 mein naye members ke saath sudhaar hua, jinme Van Zant ke chote bhaai Jonny lead vocals par shaamil the. Rissington band ke saath abhi bhi ek only member tha jisne iss mahine ke liye utsav ki taarikh set karne ke saath perform karna jaari rakha hein.

Leave a Comment