Reliance jio users ke liye ek bahut badi khabar hein Ke Reliance Jio ne apne postpaid user ke liye Jio Plus naam se postpaid family plan ka ek naya set launch kiya hein. Naye plan offers 5G data, premium content apps, international roaming aur kai taraha ke benefits provide karti hein. Per month 399 Rs se shuru ho kar, Jio Plus 3 end-on connection provide karta hein, jiski keemat 99 Rs per sim hein, jo 4 families ke liye only 696 Rs ka total monthly charge provide karta hein. Per sim par effective monthky charge 174 Rs hein.
Jio ke key features mein se ek poori family ke saath data share krne ki ability hein. Koi daily data limits nahi hein, aur users ko Jio ke true 5G welcome offer ke thtough unlimited 5G data milta hein. Yaha offer all over India ke 331 cities mein available hein.
Jio Plus 22 March, 2023 se sabhi Jio stores aur home delivery ke through available hoga. Users 70000 70000 pe missed call de sakte hein aur Whatsapp par apni Jio Plus ki journey start kar sakte hein. Unhe safe jama copy lene ke liye relevant options ko select karne ki need hein, apne post paid sim ki free home delivery kare aur home delivery ke saath apne family members ke liye 3 aur family Sims prapt kare. Users ko activation ke wakt per sim 99 Rs ke applicable processing fees ko pay karna hoga. Ek baar master family sim activate ho jaane ke baad, wo My Jio app ka use kar ke family ke 3 members ko apne account se jod sakte hein.
Jio Plus postpaid family plan ke under total 4 plan hein- 2 individual aur 2 family plans. Indiviadual plan mein users ke paas select karne ke liye 299 Rs aur 599 Rs ke options hein. Jaha 299 mein 30 GB data benefit milega wahi 599 mein unlimited data ka benefit milega. Family plan ke under user ko 399 Rs aur 699 Rs ke options milte hein, pehela 75GB data provide karta hein wahi dusra 100GB data deta hein. In 4 plans ke liye security deposite hein.