Best Diet For Your Brain At Every Stage Of Life

Brain human body ka sabse complex part hota he jo hmari puri body ke senses, reflexes, organs, or memories ko regulate karta he. Or isko safe rakhne he human body bhi ese hi desing kari gayi he ye important orgam thik bony structure ke andar hota h jise hum skull kehte he or iske around protective fluid rehta h jo ise har type ke physical damage se protect karta he. Or is organ ko healthy rakhne ke liye or apni memory or concentrayion ko improve karne ke liye hume bhi kuch steps lene padte he jisme sabse important he ek healthy diet lena.

Best Diet For Your Brain

Ek healthy diet ya nutrition riched diet hmare body function ko improve karti he, hamara immune strong karti he, or hum boht sari cronic diseases se bhi bachati he. Aaj hum ishi baare m baat karege log aksar jab apni diet bnate he to wo apne body fat, heart health, or sugar levele ko dhyan me rakh k karte h or kabhi bhi apni brain health ke bare me nahi sochte. Lekin aapki brain health bhi aapki diet ke upar hi depend karte h. Aapke brain ko healthy rakhne ke liye aapko Omega-3 rich diet khani chahiye, kyuki hmara brain 60% fat se bna he jisme se aadha Omega-3 fatty acid hota he. Hmara brain Omega-3 fatty acid ko use kar ke nerve cell build karta he.

Best sources of omega-3

Omega-3 ko apne daily diet me include karne se or bhi kai fayde he, jese ki ye aapke age-related menatal decline kio bohot had tak kam karta he. Kuch studies me ye bhi pata chla he ke jo log Omega-3 ko regular basis pe consume karte he unke brain me gray matter bad jata he. Gray matter ke andar nerves cells hote h jo hmara memoriy or thinking capacity ko increase karte he. Agar aap bhi apni diet me Omega-3 include karna chahte ho to aap directly iske supplements consume kar sakte he ya fir apni diet me fatty fish add kar sakte. Ye dono hi Omega-3 ke best source he to add on your daily diet.

Leave a Comment