Nutritional (Poshan) ki kami kisi bhi person ki health ko affect karti hein aur inme ek important aur main nutrient hein Omeda-3 fatty acids. Omega-3 ki kami se sleeping disorders, dyan hene mein difficulty, dry shin aur hairs jese kai symptoms ki ek shrankhala shuru ho sakti hein. Yaha warnings ke sign hein jinse aapko aware rehna chahayiea. Humari body natural roop se Omega-3 nahi bana sakta hein to isliye isse apni diet mein sufficient toop se lena important hein.
Humaro life ki quality kai factors se affect ho sakti hein aur isme ek fit body aur healty mind bhi shaamil hein. Nutrients ki kami se kai health factors ke peeche ho sakti hein aur yaha tak ki logo mein jin important nutrients ki kami ho sakti hein unme se ek Omega-3 fatty acid hein. Ye ek type ke polyunsaturated fat hein jo human health ke liye important hein.
Omega-3 acid 3 types ke hote hein Alpha Linolenic Acid (ALA), eicosapentaenoic acid (EPA), aur docosahexaenoic acid (DHA). Omega-3 fatty acid ki kami se mood disorders, cognitive decline, mental health issues, aur anxiety, depression, dry skin aur hair etc ho sakte hein. Omega-3 fatty acids pregnancy ke wakt aur bachpan ke vikas ke wakt important hote hein.
Kuch sugns diye gaye hein jinse yaha pata chalta hein ki aap mein Omega-3 ki kami ho gayi hein. Jese thakaan aur neend na aana, agar aapko raat ko sone mein pareshaani feel hoti hein, to kharaab lifestyle aur kharaab neend ke alawa Omega-3 bhi iske liye responsible ho sakti hein. Skin, hairs, aur nails ke liye bhi Omega-3 fatty acids important role play katre hein aur iski kami se skin aur hairs dry aur damage ho sakte hein. Agar aap dry mouth aur gale se pareshaan hein aur dehydrated hein, to iske peeche bhi Omega-3 ki kami ho sakti hein. Iske saath hi mood swing hona, concentrate karne mein difficulty hona ye sab bhi Omega-3 ki kami se ho sakta hein.