Aaj kal ke generation mein har koi digital aur technical banana chahata hein. Kyuki koi bhi apne busy life schedule mein se thoda sa bhi time waste karne mein interested nahi hein. Yaha tak ki technology e bhari iss duniya mein logo ke paas aaj kal apne phones mein important calls, important messages, aur notifications dekhne ka bhi time nahi hein. Isliye Titan Smartwatches in sabhi problems ko sove karne ke liye ek best option hein.
Titan Smartwatches helping hone ke saath saath bahut stylish bhi dihhti hein. To chaliye jaante hein inke baare mein Titan Smart 2 Fashion Smartwatch ka 1.78 AMOLED display shandar experience provide karta hein. Iss Smartwatch ki battery life bahut acchi hein jo ki 1 baar charge karne ke baad 7 din tak chalti hein aur to aur yaha smartwatch ek complete health suite ke saath aati hein. Apne mood aur style se match karne ke liye isme interchangable straps bhi hein. Sbase bada feature to yaha hein ki ye smartwatch aapke stress level ko bhi check karti hein.
Titan Talk S with 1.78″ AMOLED Display Smartwatch inme se ek hein Titan Smartwatch par 1.78 AMOLED display aapko ek shandaar experience dene ke liye 368×448 ke high pixel resolution ke saath ek crystal clear, immersive view provide karta hein. Yaha aapko ek music storage capability bhi provide karti hein. Aur yaha ek Bluetooth calling feature bhi provide karti jisse aap apne phone ko ek baar connect kar ke apni kalai se baat kar sakte hein, isme aur bhi bahut new options hein.
New Titan Talk Smart Watch aapko Bluetooth calling feature ke through hands-free ho kar apni kalai se baat karne ka shandaar experience deti hein. 1.39 AMOLED Display 454×454 ke screen resolution aur music storage ke saath ek crystal clear display provide karti hein. Titan Talk Smart Watch in-built games ke saath apni boriyat ko durr kare. Health tracking aur sabse best thing yaha ek baar charge karne ke baad 5 din tak chalti hein.